Maana toofan ke aage Nahin chalta zor kisi ka Maujon ka dosh nahin hai Yeh dosh hai aur kisi ka Majdhaar mein naiya dole To maajhi paar lagaaye Maajhi jo naav duboye Use kaun bachaaye... (Lyrics from the song Chingari koi bhadke - OST - Movie Amar Prem by Anand Bakshi)
